Neend ke bahane aksar,
hum akhri waqt ka intzaar kiya karte the.
Har bar jis ko zalim ne, naa samjha,
us adaa se hum ikraar kiya karte the.
Ab na baki neend,
na yaar hi,
goya janazo ne bhi badal liye woh raaste apne,
jinpe hum unke didaar kiya karte the.


